top of page

sad shayri

Apna Keh Ke Jabse Tumne Loota He

Kya Me Bolu Ye Dil Kitna Tuta He

Tute Dil Ka Har Ye Tukda Kehta He

Pyaar MaT Karna Pyaar To Bas Ek Dhokha He

 

Aaina kuch nhi bs nazar ka dhoka hai,

nazar wahi aata hai jo hota hai,

aaina aur dil ka ek hi fasana hai,

anjaam 2no ka tutkar bikhar jana hai...!

 

Takdir K aaine Me meri Tasvir Kho Gayi

Aaj Hamesha k Liye meri Rooh So gayi

Mohabbat karge kya paya Maine

Wo kal meri thi aaj kisi or ki ho gayi

 

Ladki Agar Ro rahi hai To uske hazaro Karan Ho sakte hai

Lekin Agar Koi ladka Ro rha hai to Uska 1 hi karan hota hai

EK Ladki

 

Koi Wada Na karo Koi Iraada Na karo

Khwahiso Me khud Ko Aadha na karo

Ye degi Utha Jitna Likh diya Khuda ne

Is Taqdeer Se Umeed zyda na karo

 

thukra de koi to Dil tut Jata h

Tod deti hai Yaden Jab koi apna hi Samjh nahi pata h

Such khte h duniya wale

insan dimag se nahi dil se har jata h

 

jaane kya jamana humse chahta hai

har koi hume aazmana chahta hai

jane kya bat jhalkti ha humare chehre se

har koi hume hasa kar rulana chahta hai

 

Jindagi Itni tanha Q hoti hai

Kismat Itni Bewafa Q hoti ha

Logo Ki aksar ye Shikyat Q hoti hai

Jise Pana hai Muskil Usi se

itni Mohabbat Q hoti h

 

Jinki Tamanna Dilme Thi,

Judai Ab Hum Unki Sehte Hai,

Fursat Nahi Unhein Humse Baat Karne Ki

Isliye Hum Har Waqt Khamosh Se Rehte Hai..

 

Na De Khusi Hum Gum Seh Lenge

Tu Jis Haal Me Rakhe Hum Reh Lenge

Na Tujse Krnge Koi Shikwa Gila

Aaina DekhKr Hum KudKo Hi Sab Keh Lenge..

 

Mere Dil Ka Dard KisNe Dikha Hai.

Mujhe Bas Khuda Ne Tarapte Dekha Hai

Hum Tanhai Me Baithe Rote Hai.

Logo Ne Hume Mahfil Me Haste Dekha Hai

 

 

Mohabbat ek naam he dard he or khushi ki kahani ka

Mohabbat ek naam he har pal muskurane ka

Ye koi lamha do lamhon ki pehchan nahi he

Mohabbat ek naam he har pal sath nibhane ka...

 

 

Usko kehna ab mera intzaar na kare 

ab wo bhi hamari nafrat dekhgi

 

Tumhare bina kon bnega mera hamdard...

Maine to apne bhi kho diye tumhe paane ki zidd me....

 

Dil ne ek baar aur humara kehna

maana hai,

Es holi pe phir unhe rangne jaana

hain

Shahar me sabse puch rahe h,

rang-e-mohabbat kaha milega

Raat ko khuda ne bataaya ki abhi

aur imtehano se gujarna padega

Neela, peela, hara, gulaabi yeh sab to

ek bahaana hain

Holi ka ho din ya kuch aur hume to

tumse milne aana hai

 

Main Khud Ko Sonchu Ab Kahaan Ye

Mumkin Hai, 

TuNe MuJh ko Mujhse Hi Judaa Kar

DaaLa..!!

 

bottom of page